Zindaan Mein Barhy Dard Sy Roti Hai Sakina
Baba Ki Judai Mein Tarhapti Hai Sakina
Lipti Hui Madar Sy Yeh Kehti Hai Sakina
Ay Madar E Zoram Tu Baraye Dil E Dukhtar
Qissa E Baba Bigu Qissa E Baba
Dil Tang O Aseeram Choo Bay Zindaan E Sitam Gar
Qissa E Baba Bigu Qissa E Baba
Ay Ghamzada Madar Tu Baraye Dil E Dukhtar
Baba Ki Baten Karo Baba Ki Baten
Ay Madar E Zoram Tu Baraye Dil E Dukhtar
Qissa E Baba Bigu Qissa E Baba
Jin Din Sy Juda Ho Gaye Baba
Heran O Pareshan Hai Kunba
Kiun Hum Ko Satata Hai Zamana
Chain Aaye Ga Baba Ko Bata Kar Madar
Qissa E Baba Bigu Qissa E Baba
Ay Madar E Zoram Tu Baraye Dil E Dukhtar
Qissa E Baba Bigu Qissa E Baba
In Tarsy Adoomi Koo Shatam Waaye
Seelee Ky Zidam Dukhare E Entaayi
Deedam Ky Ammu Uftad Bar Jaayi
Kay Meer E Sadin Safar Bey Aakhar Madar
Qissa E Baba Bigu Qissa E Baba
Ay Madar E Zoram Tu Baraye Dil E Dukhtar
Qissa E Baba Bigu Qissa E Baba
Man Dukhtar E Arbaba E Madinam
Daanand Hamey Tifl E Sagheeram
Aey Baain Azin Dar E Kaseerum
Goo Bishna Badin Sida Payambar Madar
Qissa E Baba Bigu Qissa E Baba
Ay Madar E Zoram Tu Baraye Dil E Dukhtar
Qissa E Baba Bigu Qissa E Baba
Kis Hal Mein Baba Hain Batao
Kuch Baten Mujhy Un Ki Sunao
Amman Mujhy Baba Sy Milao
Ly Aaye Koi Baba Ko Ja Kar Madar
Qissa E Baba Bigu Qissa E Baba
Ay Madar E Zoram Tu Baraye Dil E Dukhtar
Qissa E Baba Bigu Qissa E Baba
Aaghosh E Pidar Digar Churu Yaast
Dar Habs Ky Lehza Lehza Ghoo Ghast
Az Lutf E Khuda Baradarin Jaast
Oo Bad E Pidar Shudast Rehbar Madar
Qissa E Baba Bigu Qissa E Baba
Ay Madar E Zoram Tu Baraye Dil E Dukhtar
Qissa E Baba Bigu Qissa E Baba
Kya Baba Ko Amman Yeh Khabar Hai
Zindaan Mein Ab Noor E Nazar Hai
Kurta Bhi Mera Khoon Mein Tar Hai
Noha Hai Mery Zakhmi Labon Par Madar
Qissa E Baba Bigu Qissa E Baba
Ay Madar E Zoram Tu Baraye Dil E Dukhtar
Qissa E Baba Bigu Qissa E Baba
Bishnoo Tu Zaman Dukhtar E Maula
Har Lehzay Ky Narutaz Baba
Yashbar Be Khawab Jaan E Man Injaar
Ayi Marham E Dil Be Kas O Yawar Dukhtar
Qissa E Baba Bigu Qissa E Baba
Ay Madar E Zoram Tu Baraye Dil E Dukhtar
Qissa E Baba Bigu Qissa E Baba
Roty Huye Kehny Lagi Madar
Seeny Sy Sakina Ko Laga Kar
Beti Tera Baba Hai Yahin Par
Roty Hain Teri Baton Ko Sun Kar Dukhtar
Qissa E Baba Suno Qissa E Baba
Qissa E Baba Bigu Qissa E Baba
Ay Madar E Zoram Tu Baraye Dil E Dukhtar
Qissa E Baba Bigu Qissa E Baba