Bismillah E Noor E Khuda
Bismillah E Shams Uz Zuhaa
Bismillah E Ain Ul Yaqeen
Yabna Ameer Ul Momineen

Yabna Ameer Ul Momineen
Yabna Ameer Ul Momineen

Ay Yaar E Man, Ay Yaar E Man, Ay Dilbar O Deedar E Man
Ay Syed O Sardar E Man, Ay Rehbar O Salaar E Man

Ay Naaz E Man, Dastar E Man
Ay Mehram O Gham Khuaar E Man
Ay Maalik O Mukhtar E Man
Ay Hazrat E Sultan E Man

Bismillah E Noor E Khuda
Bismillah E Shams Uz Zuhaa
Bismillah E Ain Ul Yaqeen
Yabna Ameer Ul Momineen

Saaraallah Aba Abdillah
Saarallah Aba Abdillah

Bismillah E Noor E Khuda
Bismillah E Shams Uz Zuhaa
Bismillah E Ain Ul Yaqeen
Yabna Ameer Ul Momineen

Ay Murshad E Mann E Wali
Mola Hussain Ibne Ali
Ay Aashiqon Ki Aagahi
Rasm E Wafa Tujh Sy Chali
Pahuncha Jo Main Teri Gali
Qadmon Sy Paishani Mali
Apni Khabar Bhi Na Rahi
Ay Mehwar E Emaan E Man

Bismillah E Noor E Khuda
Bismillah E Shams Uz Zuhaa
Bismillah E Ain Ul Yaqeen
Yabna Ameer Ul Momineen

Main Noha Khuwan Tery Liye
Meri Zubaan Tery Liye
Mera Bayaan Tery Liye
Yeh Jism O Jaan Tery Liye
Gham Ki Aza Tery Liye
Ashq E Rawaan Tery Liye
Maatam Kunan Tery Liye
Ay Giriya Miyhgaan E Man

Bismillah E Noor E Khuda
Bismillah E Shams Uz Zuhaa
Bismillah E Ain Ul Yaqeen
Yabna Ameer Ul Momineen

Woh Ho Najaf Ya Karbala
Dono Sy Hai Rooh E Baqaa
Woh Sajda Gaah E Kudsiyaan
Gir Karbala Khak E Shifa
Woh Ibteda Yeh Inteha
Dono Shahadat Ka Sila
Hai Silsila Dar Silsila
Har Jaa Ali Ka Khoon Baha

Baha Ali Ka Khoon Baha
Baha Ali Ka Khoon Baha

Na Aisa Koi Soorma
Na Aisa Koi Rahbar
Lahoo Mein Apny Tar Batar
Balaa Ki Pyaas Hai Magar
Hazaar Qatilon Mein Bhi
Chala Hai Jo Utha Ky Sar
Yeh Kon Hai Aseer E Gham
Yeh Pooch Ay Hawaye Gham

Yeh Kon Hai
Yeh Kon Hai

Han Ahmad Ka Nawasa Hai
Han Haider Ka Sarrapa Hai
Han Zehra Ka Dulara Hai
Han Shabbar Ka Yeh Bhaiya Hai
Han Zainab Ka Sahara Hai
Abbas Ka Aaqa Hai
Akbar Ka Yeh Baba Hai
Han Yeh Hussain Hai

Yeh Ishq E Rabbani
Yeh Gohar E Jaani
Yeh Fehm E Qurani
Yeh Aql E Furqaani
Yeh Zikr E Toofani
Yeh Noor E Tabaani

Yabna Ameer Ul Momineen
Yabna Ameer Ul Momineen

Saarallah Aba Abdillah
Saaralla Aba Abdillah

Qasam Ali Ky Khoon Ki
Hussain Phir Hussain Hai
Rehan O Sarwar E Aza
Baraye Deen E Mustafa
Yeh Apna Ghar Luta Chuka
Hazaar Zakhm Kha Chuka
Jhuka Nahi, Daba Nahi
Jama Raha, Data Raha
Jhuka Nahi, Hila Nahi
Hata Nahi, Thama Nahi
Thaka Nahi, Ruka Nahi
Hussain Phir Hussain Hai
Hussain Phir Hussain Hai

Hussain Phir Hussain Hai
Hussain Phir Hussain Hai

ABAL FAZL (ASWS).........6

ABAL FAZL (ASWS) E Bawafaa Alamdaar E Lashkaram, BANI Haashmi Nasab Ameer E Dilawaram.....3

Khuda Ke Din Ka Paasba
Shujaato Ka Aasma..
Jalaal Tera Allama....
ABAL FAZL (ASWS)....2

Hussainiat Ka Tarjuma
Ye Ghamzado Ka Saaeba...
Alam Badosh E Rehnumaa...
ABAL FAZL (ASWS)....2

ABAL FAZL (ASWS) E Bawafaa Alamdaar E Lashkaram.......2
BANI Haashmi Nasab Ameer E Dilawaram.........
ABAL FAZL (ASWS) E Bawafaa Alamdaar E Lashkaram..

Ye MURTAZA(ASWS) Ka Gulbadan
Wikar E Haidari Chaman
Shujaato Ki Anjuman
ABAL FAZL (ASWS)....2

ALI(ASWS) Misaal E Teghzan..
Wohi Sukhan Wohi Chalan..
ALI(ASWS) Ye Dasht E Karbala..
ABAL FAZL (ASWS)....2

ABAL FAZL (ASWS) E Bawafaa Alamdaar E Lashkaram.......2
BANI Haashmi Nasab Ameer E Dilawaram.........
ABAL FAZL (ASWS) E Bawafaa Alamdaar E Laskaram..

Ameer E Sabr Ka Akhi
Karaar E Jaaan E ZAINABI (SA)....
Umm E SAKINA(ASWS) Hai Yehi...
ABAL FAZL (ASWS)....2

Tujhko Shahadat Jo Mili...
Bhulegi Duniya Na Kabhi....
Tera Alam Uunchaa Raha..
ABAL FAZL (ASWS)....2

ABAL FAZL (ASWS) E Bawafaa Alamdaar E Lashkaram.......2
BANI Haashmi Nasab Ameer E Dilawaram.........
ABAL FAZL (ASWS) E Bawafaa Alamdaar E Lashkaram..

Tere Hai Sab Yeh Beher O Bar.
Tu Hi Duao Mai Asar...
Tere Sabab Hu Be Khatar...
ABAL FAZL (ASWS)....2

ABAL FAZL (ASWS) E Bawafaa Alamdaar E Lashkaram.......2
BANI Haashmi Nasab Ameer E Dilawaram.........
ABAL FAZL (ASWS) E Bawafaa Alamdaar E Lashkaram..

Ghulaam E Ibn MURTAZA(ASWS)...
Rehaan O Sarwar E Azaa...
Hamaara Marqaz E WAFA..
ABAL FAZL (ASWS)....2

Dua E Binte FATEMA(ASWS)
Jaha Alam Ye Jab Utha...
Falak Pukara Marhaba..
ABAL FAZL (ASWS)....2

ABAL FAZL (ASWS) E Bawafaa Alamdaar E Lashkaram.......2
BANI Haashmi Nasab Ameer E Dilawaram.........2
ABAL FAZL (ASWS) E Bawafaa Alamdaar E Lashkaram..

Alvidaa.......4

Aye Musaafir Bekafan Tu..Khaak Par Wa Hasrataa...
Mai Musaafir Shaam Ki Hu...Dushmano Mai Berida..

Alvidaa.........6

Aye Musaafir Bekafan Tu..Khaak Par Wa Hasrataa...
Mai Musaafir Shaam Ki Hu...Dushmano Mai Berida..

Boli ZAINAB(ASWS) Aye Mere Maajaye Ye Kya Haal Hai...
Kaise Pehchanu Tera Laasha Bahut Paamaal Hai....
Aahar E Antaa Akhi Kya..Hai Tuhi Bhayya Meraaa....
Mai Musaafir Shaam Ki Hu.....Dushmano Mai Berida..

Aye Musaafir Bekafan Tu..Khaak Par Wa Hasrataa...
Mai Musaafir Shaam Ki Hu.....Dushmano Mai Berida..

Kya Tumhi Ho Ibn ZEHRA(ASWS)...Kya Tumhi Ibn ALIi(ASWS)....
Kya Tumhi Bhaai HASAN(ASWS) Ke...Aur Jaan E ZAINABI(SA)
Aye Gul E Baaghe MOHAMMAD(ASWS)...Haal Ye Kya Ho Gayaaa...
Mai Musaafir Shaam Ki Hu .....Dushmano Mai Berida..

Aye Musaafir Bekafan Tu..Khaak Par Wa Hasrataa...
Mai Musaafir Shaam Ki Hu .....Dushmano Mai Berida..

Na Rahi Naalain Naa...Malboos Na Dastaar Hai...
Aye Ghareeb E FATEMA(ASWS) Tu...Khuld Ka Sardar Hai.....
Aye Tan E Uriyaa Tera To...Aaj Sab Kuch Lut Gayaa...
Mai Musaafir Shaam Ki Hu.....Dushmano Mai Berida..

Aye Musaafir Bekafan Tu..Khaak Par Wa Hasrataa...
Mai Musaafir Shaam Ki Hu.....Dushmano Mai Berida..

Mai Rasan Basta Chali...Vaada Nibhaane K Liye...
Ghar Mai Kaatil Ke Teri....Masnat Bichaane Ke Liye...
Kal Yehi Masnat Bana Duungi Teri Farsh E Azaaa.....
.Mai Musaafir Shaam Ki Hu.....Dushmano Mai Berida..

Aye Musaafir Bekafan Tu..Khaak Par Wa Hasrataa...
Mai Musaafir Shaam Ki Hu.....Dushmano Mai Berida..

Bhaai Amma Aur Nanaa...Ka Badr Ka Vaastaa...
Baat Kar Mujhse Baraadar...Khol De Aakhe Zaraa...
Dekh To Chehra Behen Ka..Kis Qadr Murjha Gayaa...
Mai Musaafir Shaam Ki Hu .....Dushmano Mai Berida..

Aye Musaafir Bekafan Tu..Khaak Par Wa Hasrataa...
Mai Musaafir Shaam Ki Hu.....Dushmano Mai Berida..

Laasha E Be Sar Tadap Kar...Ye Sadaa Dene Lagaa...
Aye Behen Vaada Nibhaake....Mai To Maqtal Se Chalaa...
Thi Sadaa Rehaan O Sarwar...Haaye Khwahar Alvidaaaaaa....
Mai Musaafir Shaam Ki Hu .....Dushmano Mai Berida..

Aye Musaafir Bekafan Tu..Khaak Par Wa Hasrataa...
Mai Musaafir Shaam Ki Hu .....Dushmano Mai Berida..

Alvidaaa.....9

Rahe Dil Mein Salamat Yeh Gham Tera.
Na Gham Ho Koi Iss Gham Ke Siwa.
Manzoor Karo Sheh-e-Karb-o-Bala.
Har Momin Ke Yeh Dil Ki Dua.

Maula Mera V Ghar Howay.
Uttay Almaan Di Chaan Howay.
Zikar Zahra De Lalaan Da.
Mere Ghar V Biyaan Howay.

Charhey Jad Chan Muharram Da.
Saf-e-Matam Bichawaan Main.
Ghar Che Zakir Bulawaan Main.
Teri Majlis Karawaan Main.
Zuljinah Ghar Choon Jad Nikley.
Jag Giriya Kuna Howay.

Dukhi Zainab Jo Na Kita.
Tera Matam Karawaan Main.
Teri Phori Bichawaan Main.
Othay Langar Pakawaan Main.
Azadari Layi Maula.
Koi Aisi V Thaan Howay.

Azza Khana Mere Ghar Banay.
Jithay Masoom Aawan Gaye.
Pair Pawan Gaye Jad Wehray.
Paag Mere Jagawan Gaye.
Panjaan Baraan Te Chodaan Di.
Othay Sift-o-Sana Howay.

Maula Mainu Miley Jaye Ghar.
Jhola Asghar Sajawaan Main.
Aap Lawaan Sabelaan Main.
Sab Nu Pani Pyawaan Main.
Jithay Mashk-e-Sakina Howay.
Ghazi Da Nishaan Howay.

Mere Ghar Choon Baraamad Howay.
Jadon Taboot Beemar Da.
Yaad Kar Maula Sajjad Nu.
Roway Dil Har Azadar Da.
Sadqa Beemar Sajjad Da.
Moaf Har Ik Gunah Howay.

Mainu Miliya Jo Hai Gham Tera.
Nasal Dar Nasal Milda Raway.
Panjtan Di Muhabbat Da.
Phul :KHURSHEED: Aye Khilda Raway.
Razi :SARWAR: Te Mehshar De Din.
Dukhi Zainab Di Maa Howay.

Yeh Jo Panja Hai Ik Bulandi Par
Hai Yeh Shaan E Alam, Sar E Manzar
Sar Balandi Ka Ek Ishara Hai
Yeh Jo Mashkeeza E Sakina Hai
Pyasay Bachon Ka Yeh Safeena Hai
Aashiqon Saya E Dua Mein Chalo
Han Chalo Bazm E Bawafa Mein Chalo
Aaj Bhi Yeh Alam Hamara Hai

Aaj Bhi Yeh Alam Hamara Hai
Aaj Bhi Yeh Alam Hamara Hai

Har Azadar Ka Sahara Hai
Aaj Bhi Yeh Alam Hamara Hai

Ay Azadaro Khush Naseeb Hain Hum
Hum Ko Shabbir Ny Pukara Hai
Aaj Bhi Yeh Alam Hamara Hai

Meri Tareekh Hai Azadari
Meri Majlis Bhi Ik Idaara Hai
Aaj Bhi Yeh Alam Hamara Hai

Hai Gawahi Yehi Juloos E Aza
Kon Jeeta Hai, Kon Haara Hai
Aaj Bhi Yeh Alam Hamara Hai

Is Ka Maqtal Mein Faisla Ho Ga
Hurr Hamara Hai Ya Tumhara Hai
Aaj Bhi Yeh Alam Hamara Hai

Mukhtalif Hain Sabhi Shaheed Magar
Aik Hi Sab Ka Istekhara Hai
Aaj Bhi Yeh Alam Hamara Hai

Baad E Takbeer Aur Risalat Ky
Meri Pehchan Ali Ka Nahra Hai
Aaj Bhi Yeh Alam Hamara Hai

Ay Azadar Yeh Azakhanay
Dekh Jannat Ka Yeh Nazara Hai
Aaj Bhi Yeh Alam Hamara Hai

Hum Hain Sarwar Hilaal Behr E Aza
Ta Qayamat Yehi Sahara Hai
Aaj Bhi Yeh Alam Hamara Hai

Har Azadar Ka Sahara Hai
Aaj Bhi Yeh Alam Hamara Hai

Momino Kissa E Sadaat Suno..
Thaam Kar Dil Ye Meri Baat Suno..
Noor E Kaunain Madina Hai Jahaa....
Ek Mahalle Bani Hashim Hai Wahaa...
Us Mahalle Ke Hai Ek Ghar Ka Bayaa...
Jisse Behtar Nahi Duniya Mai Makaaa..
Deeno Emaan Ke Kirdaar Ka Ghar...
PANJETAN PAAK (ASWS) Ke Anwaar Ka Ghar..
DUKHTAR E AHMAD(ASWS) E Mukhtaar Ka Ghar....
FATEMA (ASWS) HAIDER E KARRAR Ka ghar...
Laadle.....2
Laadle Inke HASAN(ASWS) Aur HUSSAIN(ASWS)....
Aur Do Betiyaa Thi Noor E Ain...
Ek KULSOOM (ASWS) Thi Ek Baap Ka Zain....
Aur ABBAS(ASWS) Dilo Jaan Ka Chain.....
Ghar Ye Tha Beht E Khuda...
Jisme Qura'aa Utraa....
Aur Kis Tarha Lutaa..
Inka Rutbaa Na Zamaana Samjhaaa....

Ya ZAHRA (ASWS)....Ya ALI(ASWS).......6

Kaisi Mazloom Magar Thi ZAHRA(ASWS)........
Baap Ke Gham Mai Bhi Rone Na Diyaa..
Haq Se Mehroom Kiyaa Wa Abtaaaa...
Aaj Bhi Jiski Lehad Be Saayaa...
Jispe Jalta Hua Darwaaza Giraa...
Ho Gai Pehlu Shakistaa ZAHRA(ASWS)..
Qatl MOHSIN(ASWS) Bhi Hua Waa Wailaaa...
Baad E ZEHRA(ASWS) Wo ALI(ASWS) Ka Giryaa..
Mazjide.....2
Mazjide Kufaa Mai Phir Shoor Uthaa....
Haaye HAIDER(ASWS) Pe Chali Teg Jafaa..
Thi Sadaa Fusto Be Rabbil Kaaba..
Ghar Mai ZAHRA(ASWS) Ki Qamayat Thi Bapaa...
Sar Se Saaya Jo Uthaa
Ghar Ye Veeraan Huaa..
Thi Yateemo Ki Bukaaa...
Haaye Baaba......2............ Baabaaa....

Ya ZAHRA(ASWS).... Ya ALI(ASWS).......6

Baad E HAIDER(ASWS) Ye Sitam Aur Huwa...
Khoo(n) Mai SHABBAR(ASWS) Ka Janaaza Dooba...
Aur Phir Deen Jo Mushkil Mai Ghiraaa..
Tab HUSSAIN(ASWS) Ibne ALI(ASWS) Ghar Se Chalaa...
Karbala Jaise Hi Pohcha Kunbaa...
Phir To Kya Zulm Na Sayyed Pe Huwa...
Milke Laakho Ne Unhe Gher Liyaaa...
Teen Din Pehle To Paani Na Diyaa...
Aur Phir......2
Aur Phir. Maqtal E Sadaat Sajaa..
Bhaanje Bete Bhatija Na Rahaa
Na Wo Lashkar Na Alamdaar Bachaa...
Asr Se Pehle Wo Halmin Ki Sadaaa...
Chal Gai Teg Jafaa
Khoon Bekas Ka Bahaa
Sar Sue Nezaa Gayaa
Tan Ko Aagosh Mai ZEHRA(ASWS) Ne Liyaa...

Ya ZAHRA(ASWS)....Ya ALI(ASWS).......6

Aa Gai Shaam E Garibaa Haye Haye
Aur Phir Aag Lagi Khaime Jale..
Gash Se Jab AABID(ASWS) E Bimaar Uthe...
Kaidi Kunbe Ke Wo Salaar Banee
Haaye SAJJAD(ASWS) Ne Kya Kya Dekhaaa
Sar Khule Shaam Mai Kunba Dekhaa
Jashn Darbaar Mai Hota Dekhaa
Choti Hamsheer Ka Laasha Dekhaa
Kaid Se.....2
Kaid Se Chutke Chale Karbobala...
Sabka Chelum Kiya Matam Bhi Kiyaaa
Kaafila Jab Ye Medine Pohchaa
Ab Bayaa Sarwar O Rehaan Ho Kyaaa
Haaye Matam Tha Bapaa..
Jab Ye ZAINAB(ASWS) Ne Kahaa
Na Rahii Meri Ridaa
Amma Mai Aa Gai Bhaai Na Rahaa

Ya ZAHRA(ASWS)....Ya ALI(ASWS).......6

Yeh Farsh E Aza Sab K Liye Hai
Zehra Ki Dua Sab K Liye Hai

Yeh Farsh E Aza, Yeh Farsh E Buka

Yeh Farsh E Aza, Farsh E Buka, Karbobala Hai
Yeh Khaak E Najaf, Khak E Haram, Khak E Shifa Hai
Yeh Noor E Khuda, Qibla Numa, Arsh E Khuda Hai
Jalnay Na Do Nafrat Ki Diye Pyari Hawaon
Hai Aik Khuda, Aik Nabi, Sab Ko Batao

Aur Kaho, Aur Kaho, Aur Kaho

Labaik Hussain Labaik, Hussain Labaik, Hussain Labaik

Yeh Farsh E Aza Sab K Liye Hai
Zehra Ki Dua Sab K Liye Hai

Duniya Mein Saf E Matam E Shabbir Bichao
Khuwahish Hai Yeh Zehra Ki, Isy Bhool Na Jao
Paigham E Hussain Ibn E Ali Sab Ko Sunao
Insan Shanasi Hai, Aza Khanon Mein Ao
Yeh Aman Ka Paigham Hai, Duniya Ko Sunao

Aur Kaho, Aur Kaho, Aur Kaho

Labaik Hussain Labaik, Hussain Labaik, Hussain Labaik

Yeh Farsh E Aza Sab K Liye Hai
Zehra Ki Dua Sab K Liye Hai

Shabbir Ny Sikhlai Hai Insan Shanasi
Insan Ki Hidayat K Liye Jaan Luta Di
Hai Majlis E Shabbir Isi Nukty Ki Aadi
Allah Ki Dharti Py Na Tum Khoon Bahao
Chahat Ky Shajar, Phool Muhabbat Ky Khilao

Aur Kaho, Aur Kaho, Aur Kaho

Labaik Hussain Labaik, Hussain Labaik, Hussain Labaik

Yeh Farsh E Aza Sab K Liye Hai
Zehra Ki Dua Sab K Liye Hai

Insan Ki Nigehbaan Azadari E Shabbir
Momin Ka Hai Emaan Azadari E Shabbir
Rishton Ki Hai Pehchan Azadari E Shabbir
Is Dars E Muhabbat Ko Suno Aur Sunao
Abbas E Alamdar Ky Parcham Ko Uthao

Aur Kaho, Aur Kaho, Aur Kaho

Labaik Hussain Labaik, Hussain Labaik, Hussain Labaik

Yeh Farsh E Aza Sab K Liye Hai
Zehra Ki Dua Sab K Liye Hai

Yeh Karbobala Kya Hai, Yeh Maqtal Nahi Maktab
Is Maktab E Aali Ki Mudarris Huiin Zainab
Jis Bibi Ny Mazboot Kiya Aur Bhi Mazhab
Is Bibi Ky Khutbon Ko Nisaabon Mein Parhao
In Phoolon Ko Guldaan E Aqeedat Mein Sajao

Aur Kaho, Aur Kaho, Aur Kaho

Labaik Hussain Labaik, Hussain Labaik, Hussain Labaik

Yeh Farsh E Aza Sab K Liye Hai
Zehra Ki Dua Sab K Liye Hai

Gar Shoq E Ziarat Hai, Aza Khanay Mein Ao
Gar Aman Ki Chahat Hai, Aza Khanay Mein Ao
Dehshat Sy Jo Nafrat Hai, Aza Khanay Mein Ao
Jannat Ki Zaroorat Hai To Is Ghum Ko Manao
Duniya Sy Sitam Gaaron Ky Fitnay Ko Mitao

Aur Kaho, Aur Kaho, Aur Kaho

Labaik Hussain Labaik, Hussain Labaik, Hussain Labaik

Yeh Farsh E Aza Sab K Liye Hai
Zehra Ki Dua Sab K Liye Hai

Yeh Aon O Muhammad, Ali Akbar Ka Hai Matam
Abbas, Sakina, Ali Asghar Ka Hai Matam
Yeh Zainab O Kulsoom Ka, Haider Ka Hai Matam
Woh Dekho Safeeran E Aza, Aatay Hain Ao
Ay Sarwar O Rehan Chalo Noha Sunao

Aur Kaho, Aur Kaho, Aur Kaho

Labaik Hussain Labaik, Hussain Labaik, Hussain Labaik

Yeh Farsh E Aza Sab K Liye Hai
Zehra Ki Dua Sab K Liye Hai