Ahsan Hum Pe Hai Tera Aye Rab-e-Zuljalal.
UmmatMein Osski Paida Kiya Jo Hai Be-Misal.
Dukhtar Batool Jis Ki Hasn Our Hussain Lal.
Lahmo Ka Lahmi Jiska Ali Jaisa Ba-Kamal.
Quran-o-Ahl-e-Bait Ko Tu Ne Kiya Yakjaan.

Adam Se Taba Mehdi-e-Aakhir Teri Atta.
Tere Karam Ke Baar Talay Sare Anbiya.
Musa Ke Haq Mein Neel Mein Rasta Bana Diya.
Masloob Ho Ke Esa Ke Lab Par Thi Yeh Sada.
Har Dil Mein Tu Makeen Hai Kehne Ko La-Makaan.

Naat-e-Nabi Hai Zikar-e-Khuda Zikar-e-Panjtan.
Soraj Khuda Ki Zaat Hai Mera Nabi Kiran.
Jis Ke Liye Falak Ko Banaya Gaya Dulhan.
Mairaj Ki Woh Raat Muhammad Ka Woh Sukhan.
Quran Mein Likha Hai Khuda Ne Woh Hi Biyaan.

Hathoon Pe Jiske Sang Bhi Karne Lagay Kalam.
Bheja Darood Chand Ne Soraj Kare Salam.
Wal-Najam Jis Ki Subha Hai Wal-Lail Jis Ki Sham.
Mere Nabi Ke Dar Ke Farishte Bhi Hain Ghulam.
Quran Ke Liye Hain Yeh In Ke Liye Quraan.

Zahra Ke Ghar Sitarah Jo Utra Ut Yeh Khula.
Mehboob Panjtan Ko Bohat Rakhta Hai Khuda.
Maktab Hasan Hussain Ka Yeh Ghar Bana Raha.
Masnad Nabi Ki Is Mein Musalla Ali Ka Tha.
Chokhat Pe Jis Ki Rehta Hai Jibreel Sa Darbaan.

Hamd-e-Khuda Hai Nat-e-Nabi Zikar-e-Panjtan.
Iss Ke Siwa Tu Kuch Bhi Nahi Hai Mera Sukhan.
Yaad-e-Hussain Hai Mera Sarmaya-e-Nehan.
Hai Karbala Ki Khak Se Aasodah Jo Badan.
Kaise Fishar-e-Qabar Ho Phir :SARWAR:-O-:REHAAN:.

Aabaad hui karbobala ujda madina barbad hui mai
Zainab ko na raas aaya moharam ka mahina barbad hui mai

Ek din tha ke is shehr ki mai karti thi shaahi, aur aaj tabahi
Beghusl pada mohray nabuwat ka nagina, barbad hui mai
Aabaad hui karbobala....

Kis laash pay ro-un kise chorun mai biradar, laashay hai bahattar
Hadh ye hai kay ronay ki ijazat bhi mili na, barbad hui mai
Aabaad hui karbobala....

Ashgar ka gala bhai ka sar seenae akbar, sab gauharo chadar
Is dasht may loota gaya zainab ka khazeena, barbad hui mai
Aabaad hui karbobala....

Maaye bhi na pehchaan saki bachon ke chehray, bikhray hue sehray
Hai khoon ki dariya may gharibon ka safina, barbad hui mai
Aabaad hui karbobala....

Ek aag hai qaimo may qayamat ka sama hai, ghaazi tu kahan hai
Dekho to rida cheen liya shimr kameena, barbad hui mai
Aabaad hui karbobala....

Chaadar chinay durray lagay ab zulm na dhaao, baba se milaao
Naizay ke talay baith ke roti hai sakina, barbad hui mai
Aabaad hui karbobala....

Shaukath saray makhtal ye kaha binte ali ne, zahra ki pali ne
Bhaiya tere bin khaakh teri behna ka jeena, barbad hui mai
Aabaad hui karbobala....

No Video Available For This Noha

Aai Aan Sham Kha Nana Tunjhi Pyari Zainab

Aai Aan Sham Kha Nana Tunjhi Pyari Zainab
Dahdi Majboor Hui Dard Di Maari Zainab

Aai Aan Sham Kha Nana Tunjhi Pyari Zainab

Ghot Qasim Na Raiyo Aiin Ali Asghar Na Rayo
Haye Afsos Tan Aj Shah Jo Dilbar Na Rayo
Dahdi Majboor Hui Dard Di Maari Zainab

Aai Aan Sham Kha Nana Tunjhi Pyari Zainab

Bairhi Islam Jhi Toofan Khan Bachai Shabbir
Jan Qurban Kai Deen Ty Asghar Bey Sheer
Dahdi Majboor Hui Dard Di Maari Zainab

Aai Aan Sham Kha Nana Tunjhi Pyari Zainab

Rayo Armaan Kafan Sab Ty Deyan Han Nana
Mohnji Taqdeer Main Ho Sham Jo Zindaan Nana
Dahdi Majboor Hui Dard Di Maari Zainab

Aai Aan Sham Kha Nana Tunjhi Pyari Zainab

Kaai Chadar Na Mili Sham Kha Koofay Taiin
Ratt Rowan Do Rayon Muhnjo Muhaari Saeen
Dahdi Majboor Hui Dard Di Maari Zainab

Aai Aan Sham Kha Nana Tunjhi Pyari Zainab

Bibiyan Band Kayo Sham Dy Bazarann Main
Zainab Khutbo Daino Aa Sham Jay Bazarann Main
Dahdi Majboor Hui Dard Di Maari Zainab

Aai Aan Sham Kha Nana Tunjhi Pyari Zainab

Matam E Shah Ibadat Aa Hamesha Rahndo
Bey Sar O Rok Wo Matam To Wadhan Do Rahndo
Dahdi Majboor Hui Dard Di Maari Zainab

Aai Aan Sham Kha Nana Tunjhi Pyari Zainab

Lash E Akbar Py Ajab Bayn Kiya Ahl E Haram
Shah Sy Mar Deyo Akbar O Asghar Jo Gham
Dahdi Majboor Hui Dard Di Maari Zainab

Aai Aan Sham Kha Nana Tunjhi Pyari Zainab

Satte Shabbir Jay Matam Kiye Ghazni Ghar Ghar
Shah Jo Noho Parhay Shah Jo Nokar Sarwar
Dahdi Majboor Hui Dard Di Maari Zainab

Aai Aan Sham Kha Nana Tunjhi Pyari Zainab

Aai Aan Sham Kha Nana Tuhnji Pyari Zainab
Dahdi Majboor Hui Dard Jhi Maari Zainab

Asghar Ka Janaza Asghar Ka Janaza

Ay Momino Jab Khoon Mein Duba Hua Aya
Asghar Ka Janaza Asghar Ka Janaza

Shabbir Ny Ek Maan Say Usy Kaisay Chupaya
Asghar Ka Janaza Asghar Ka Janaza

Ay Momino Jab Khoon Mein Duba Hua Aya
Asghar Ka Janaza Asghar Ka Janaza

Hathon Pay Janaza Ali Asghar Ka Utha Kar
Rukh Sooye Falak Kar Ky Sada Dety Thy Sarwar
Allah Yehi Hadiya E Akhir Hai Hamara
Asghar Ka Janaza Asghar Ka Janaza

Ay Momino Jab Khoon Mein Duba Hua Aaya
Asghar Ka Janaza Asghar Ka Janaza

Chehray Py Mery Khoon Hai Mery Ghuncha Dahan Ka
Murjhaya Hai Yeh Phool Muhammad Kay Chaman Ka
Ay Nana Tery Deen Py Karta Hun Main Sadqa
Asghar Ka Janaza Asghar Ka Janaza

Ay Momino Jab Khoon Mein Duba Hua Aaya
Asghar Ka Janaza Asghar Ka Janaza

Sang Dil Thy Laeen Bachay Py Kuch Rehm Na Khaya
Pani Ky Talab Karnay Py Khoon Us Ka Bahaaya
Islam Ko Ab Hashr Talak Kar Gaya Zinda
Asghar Ka Janaza Asghar Ka Janaza

Ay Momino Jab Khoon Mein Duba Hua Aaya
Asghar Ka Janaza Asghar Ka Janaza

Jab Raat Ko Maan Apnay Tasawwur Ko Jagati
Awaz Usy Jhoolay Ki Noha Yeh Sunati
Kya Bhool Gai Hathon Py Sarwar Ky Jo Dekha
Asghar Ka Janaza Asghar Ka Janaza

Ay Momino Jab Khoon Mein Duba Hua Aaya
Asghar Ka Janaza Asghar Ka Janaza

Maan Kehti Thi Ay Goud Ky Palay Ali Asghar
Thi Arzoo Dekhun Gi Main Sehra Tery Sar Par
Kiun Waqt Ny Mujh Kokh Jali Ko Hai Dikhaya
Asghar Ka Janaz Asghar Ka Janaza

Ay Momino Jab Khoon Mein Duba Hua Aaya
Asghar Ka Janaza Asghar Ka Janaza

Yad Aa Gaya Zindaan Mein Jo Bhaiya Ka Woh Muqna
Sajjad Sy Tab Kehnay Lagi Bali Sakina
Kya Kha Keh Taras Dhoop Sy Logon Ny Uthaya
Asghar Ka Janaza Asghar Ka Janaza

Ay Momino Jab Khoon Mein Duba Hua Aaya
Asghar Ka Janaza Asghar Ka Janaza

Rehan Shah E Deen Ny Har Ek Lash Uthai
Akbar Sa Jawan Un Mein Tha Abbas Sa Bhai
Bety Thy Yadullah Ky Magar Uth Nahi Paya
Asghar Ka Janaza Asghar Ka Janaza

Ay Momino Jab Khoon Mein Duba Hua Aaya
Asghar Ka Janaza Asghar Ka Janaza

Shabbir Ny Ek Maan Say Usy Kaisay Chupaya
Asghar Ka Janaza Asghar Ka Janaza

(Haaye Zainab s.a Haaye Zainab s.a) x4
(Itni Ghareeb Hogayi Gham Yun Lipat Gaye) x4

Itni Ghareeb Hogayi (Itni Ghareeb Hogayi Gham Yun Lipat Gaye) x2
(Zainab s.a Ke Ik Libaas Main Do Saal Kat Gaye) x2
(Itni Ghareeb Hogayi Gham Yun Lipat Gaye) x2

(Kya Kya Guzar Gai Hey Muharam Ke Chaand Main) x2
(Syedaaniyo'n Ke Bakht Achanak Ulat Gaye) x2
(Itni Ghareeb Hogayi Gham Yun Lipat Gaye) x2

(Zainab s.a Ka Dil Bhi Kya Tha Ghamo'n Ki Kitaab Thi) x2
(Aik Dil Main Uss Gharib Key Sou Gham Simat Gaye) x2
(Itni Ghareeb Hogayi Gham Yun Lipat Gaye) x2

(Haatho'n Se Maan Ke Khaimey Ka Parda Ulat Gaya) x2
(Haatho'n Pe Sheh Ke Jis Ghari Asghar a.s Ulat Gaye) x2
(Itni Ghareeb Hogayi Gham Yun Lipat Gaye) x2

(Boley Hussain a.s Beyti Sey Paani Na Mangna) x2
(Jin Baazu'on Pe Mashk Thi Wo Baazu Kat Gaye) x2
(Itni Ghareeb Hogayi Gham Yun Lipat Gaye) x2

(Marney Chaley Hussain a.s To Rehwaar Ruk Gaya) x2
(Do Nanhey Nanhey Haath Summo'n Se Lipat Gaye) x2
(Itni Ghareeb Hogayi Gham Yun Lipat Gaye) x2

(Kaisey Uthha Sakengey Bhala Laash Ko Hussain a.s) x2
(Aaza Hassan a.s Key Laal Key Tukro'n Mein Bat Gaye) x2
(Itni Ghareeb Hogayi Gham Yun Lipat Gaye) x2

Sakina shaam mein mar kar yehi samjha gayee logoan (x4).

Judayee baap ke seenay (x2) ki mujh ko kha gayee logoan.
Sakina shaam mein mar kar yehi samjha gaye logoan (x2)

Qafas ghurbat udaasi shimr ka darr pyaas ki shiddat (x2).
Sitam itnay huay Maasoom ko maut aa gayee logoan.

Sakina shaam mein…
Judayee baap ke seenay ki mujh ko kha gayee logoan.
Sakina shaam mein… (x2)

Wo maa jo dhoop mein aksar Ali Asghar ko roti thi (x2).
Sakina ki qaza us par qayaamat dhaa gayee logoon.

Sakina shaam mein…
Judayee baap ke seenay ki mujh ko kha gayee logoan.
Sakina shaam mein…

Bandhay haathoan pe ik beemar laaya behan ki mayyat (x2).
Ye aulaad-e-Nabi par kaisi ghurbat chaa gayee logoan.

Sakina shaam mein…
Judayee baap ke seenay ki mujh ko kha gayee logoan.
Sakina shaam mein…

Behan ki laash haathoan pe liye Sajjad kehtay thay (x2).
Gulistaan-e-Imaamat ki kalee murjha gayee logoan.

Sakina shaam mein…
Judayee baap ke seenay ki mujh ko kha gayee logoan.
Sakina shaam mein…

Padar ki khoon bhari gardan pe bachhee ne jo lab rakhay (x2).
Ye manzar dekh kar to khud qaza ghabra gayee logoan.

Sakina shaam mein…
Judayee baap ke seenay ki mujh ko kha gayee logoan.
Sakina shaam mein…

Chachha baba baraadar sab ke sab to Karbala soyay (x2).
Sakina ko na jaanay shaam kaisay bhaa gayee logoan.

Sakina shaam mein…
Judayee baap ke seenay ki mujh ko kha gayee logoan.
Sakina shaam mein…

Likho shaukat parho Sarwar bataao saari dunya ko (x2).
Ali ki laadli potee shahaadat paa gayee logoan.

Sakina shaam mein…
Judayee baap ke seenay ki mujh ko kha gayee logoan.
Sakina shaam mein mar kar

(Mera Bimar Imam)X2

(Waqt Sajaad Ne Kaise Wo Guzaara Hoga) X4

(Wakt Sajjad Ne Kaise Wo Guzaara Honga) X2

Naam Zainab Ka Jo Gairo Ne Pukaarahoga

(Waqt Sajaad Ne Kaise Wo Guzaara Hoga)

Ya Rab Koi Mil Jaye Na Pehchaannewala

(Bazaar Ne Sajjad Dua Mang Raha Hai)X2

Lo Hussain Ibne Ali Pyaase Zibha Hone Lage X2

Kitna Sharminda Who Darya Ka Kanara Hoga

(Waqt Sajaad Ne Kaise Wo Guzaara Hoga)

Wo Gira Zinse Zainab Ki Rida Ka Zamin X2

Kon Ab Fatema Jayi Ka Sahara Hoga

(Waqt Sajaad Ne Kaise Wo Guzaara Hoga)

Sare Maidan To Jane To Laga Hai Asgar X2

Kis Tarah Tere Bina Maa Ka Guzaara Hoga

(Waqt Sajaad Ne Kaise Wo Guzaara Hoga)

Nauke Neza Pe Bahane Lage Ansoo Maula X2

Fir Sakina Ko Kisi Shaks Ne Mara Hoga

(Waqt Sajaad Ne Kaise Wo Guzaara Hoga)

Roze Mehshar Ka Hame Dar Nahi Koi Shaukat X2

Hath Shabbir Ke Kadmo Pe Hamara Hoga

(Waqt Sajaad Ne Kaise Wo Guzaara Hoga)

No Video Available For This Noha

Zuljanah Akbal Minal Maydan, Khali Wawayla Haye Wa Hussaina Ay Wa Gharib. Haye
Wa Hussaina. Ay Wa Shaheed. Haye Wa Hussaina. Ay Wa Mazloom. Haye Wa Hussaina.
Zuljanah Akbal

Minal Maydan Khali Wawayla Haye Wa Hussaina.

1. (Shor-E Huwa Lo, Khali Aya) X2 Chor-E Ke Zainab-E Ka Ma Jaya. Bage Kati Hai Khun Me Nahaya. Zainab-E Ne Dukhra Ye Sunaya.

Zuljanah Akbal Minal Maydan, Khali Wawayla Haye Wa Hussaina Ay Wa Gharib. Haye
Wa Hussaina. Ay Wa Shaheed. Haye Wa Hussaina. Ay Wa Mazloom. Haye Wa Hussaina.
Zuljanah Akbal

Minal Maydan Khali Wawayla Haye Wa Hussaina.

2. (Khun-E Me Tar Rahe, Waar-E Ko Dekha) X2 Roi Tarap-E Kar Bali Sakina. Boli Kaha Hai Mera Baba. Chin-E Liya Kyu Mera Sahara.

Zuljanah Akbal Minal Maydan, Khali Wawayla Haye Wa Hussaina Ay Wa Gharib. Haye
Wa Hussaina. Ay Wa Shaheed. Haye Wa Hussaina. Ay Wa Mazloom. Haye Wa Hussaina.
Zuljanah Akbal

Minal Maydan Khali Wawayla Haye Wa Hussaina.

3. (Me Tere Sadke, Me Tere Wari) X2 Tu Mere Baba Ki Hai Sawari. Tere Badan Se Khun-E Hai Jari. Zakhm-E Lage Hai Jism-E Pe Tari.

Zuljanah Akbal Minal Maydan, Khali Wawayla Haye Wa Hussaina Ay Wa Gharib. Haye
Wa Hussaina. Ay Wa Shaheed. Haye Wa Hussaina. Ay Wa Mazloom. Haye Wa Hussaina.
Zuljanah Akbal

Minal Maydan Khali Wawayla Haye Wa Hussaina.

4. (Baat-E Na Mani, Tu Ne Meri) X2 Roi Bohat-E Kadmo Se Lipti. Boli Kaha Hai Mera Baba. Chin-E Liya Kyu Mera Sahara.

Zuljanah Akbal Minal Maydan, Khali Wawayla Haye Wa Hussaina Ay Wa Gharib. Haye
Wa Hussaina. Ay Wa Shaheed. Haye Wa Hussaina. Ay Wa Mazloom. Haye Wa Hussaina.
Zuljanah Akbal

Minal Maydan Khali Wawayla Haye Wa Hussaina.

5. (Chor-E Diya Kyu, Ran Me Akayla) X2 Chur-E Ghamo Se Tha Mera Baba. Jisne Uthaya Lash-E Pe Lasha. Tanha Kyu Maktal Se Ayaa.

Zuljanah Akbal Minal Maydan, Khali Wawayla Haye Wa Hussaina Ay Wa Gharib. Haye
Wa Hussaina. Ay Wa Shaheed. Haye Wa Hussaina. Ay Wa Mazloom. Haye Wa Hussaina.
Zuljanah Akbal

Minal Maydan Khali Wawayla Haye Wa Hussaina.

6. (Zainab-E Ke Lab-E, Par Ye Fugaa Thi) X2 She Na Sakungi Sheh Ki Judaayi. Tune Kyu Gardan Ne Jukayi. Reh Gaya Kyu Maktal Me Bhayi.

Zuljanah Akbal Minal Maydan, Khali Wawayla Haye Wa Hussaina Ay Wa Gharib. Haye
Wa Hussaina. Ay Wa Shaheed. Haye Wa Hussaina. Ay Wa Mazloom. Haye Wa Hussaina.
Zuljanah Akbal

Minal Maydan Khali Wawayla Haye Wa Hussaina.

7. (Banu Pukari, Phenk-E Ke Chadar) X2 Lut Gayi Me Barbad-E Huwa Gar. Ran Se Na Aye Sibt-E Payambar. Chalte Hai Mere Kalb-E Pe Khanjar.

Zuljanah Akbal Minal Maydan, Khali Wawayla Haye Wa Hussaina Ay Wa Gharib. Haye
Wa Hussaina. Ay Wa Shaheed. Haye Wa Hussaina. Ay Wa Mazloom. Haye Wa Hussaina.
Zuljanah Akbal

Minal Maydan Khali Wawayla Haye Wa Hussaina.

8. (Katl-E Huwa Shabbir-E Jo Ran Me) X2 Gunji Sadaa Rehan-E Jo Ban Me. Aag-E Lagi Zehra Ke Chaman Me. Ponchio Khabar Sughra Ko Watan Me.