Nadeem Sarwar 2013 Mp3, Nadeem Sarwar 2012 nohay mp3

Search Results for: hussain al ghareeb

27 comments

Nadeem Sarwar 2013 Mp3 Nohay Download Free New Nohay

Nadeem Sarwar 2013 Mp3 Nohay

Nadeem Sarwar 2013 Nohay is now available for download please share with all other by facebook letf side.

NEW NOHA – DARYA BEHTA RAHA – ADDED ON REQUEST PLEASE SHARE

00 – Darya Behta Raha – New Noha
00 -Darya Behta Raha - New Noha

 

01-Chaley Aao Aey Zawwaro – Title Noha

01-Chaley Aao Aey Zawwaro - Title Noha

02-Aey Madina Ghazab ho Gaya - Bibi Kulsoom (S.A) Ka Tha Yeh Noha

02-Aey Madina Ghazab ho Gaya

03-Ae Alam Afrashtey – Bar Sare Kabro Bala

03-Ae Alam Afrashtey - Bar Sare Kabro Bala

04-Ya Ali a.s – Ya Ali a.s – Ya Ali a.s

04-Ya Ali a.s - Ya Ali a.s - Ya Ali a.s

05-Muhamad s.a.w.w. Hamarey, Badi Shaan Walay

05-Muhamad s.a.w.w. Hamarey, Badi Shaan Walay

06-Sham-e-Ghareeban Main Haram Katey They Faryad Haey Haey

06-Sham-e-Ghareeban Main Haram Katey They Faryad Haey Haey

07-Main Hussain a.s Hoon, Gunji Sada Ba Waqt Asr Sada

07-Main Hussain a.s Hoon, Gunji Sada Ba Waqt Asr Sada

08-Aahista Chacha

08-Aahista Chacha

09-Ana Ali a.s Bin-ul-Hussain a.s, Yubna Ali a.s

09-Ana Ali a.s Bin-ul-Hussain a.s, Yubna Ali a.s

10-Mohnjy Naukri

10-Mohnjy Naukri

11-Baraye Dil-e-Dukhtar a.s, Mada Karne ko Aao, Ya Fatema Zahra s.a

11-Baraye Dil-e-Dukhtar a.s, Mada Karne ko Aao
Comments Off

MAIN RAHON YA NA RAHON Download mp3 audio & Noha Write-up / Lyrics / Wording

Nadeem Sarwar 2009MAIN RAHON YA NA RAHON Download mp3 audio

MAIN RAHON YA NA RAHON

 

MAIN RAHON YA NA RAHON Noha Write-up / Lyrics / Wording

 

(Ya Hussain) x2

Ma’bud taqabbal minna

(Mein rahun ya na rahun) x2
Mera islam rahega
Mera pegham rahega
(Mein rahun ya na rahun) x2

1. Ay foje ashqiya mera islam rahega
Quran rahega mera peghaam rahega
(Mein rahun ya na rahun) x2
Mera islam rahega
Mera pegham rahega
(Mein rahun ya na rahun) x2

 

2. Jab zohr tak hussain bahattar ko rochuke
Akbar ko rochuke Ali Asghar ko rochuke
Ik dopahar mein bawafa lashkar ko rochuke
Phir foje bad nasab se mukhatib huwe imam
Hujjat tamam karta hun sunlo mera payaam
(Mein rahun ya na rahun) x2
Mera islam rahega
Mera pegham rahega
(Mein rahun ya na rahun) x2

 

3. Farmaate the hussain ke mein be kasoor hun
Roshan he tumpe chashme payambar ka noor hun
Faqon se mein nidhal hun zakhmon se chhur hun
Zakhmon pe zakhm pyaas ki shiddat mein khawunga
Lekin mein nana jaan se wada nibhaunga
(Mein rahun ya na rahun) x2
Mera islam rahega
Mera pegham rahega
(Mein rahun ya na rahun) x2

 

4. Darya ko tum ne chheen liya maine kuchh kaha
Pani dikha dikha ke piiya meine kuchh kaha
Daagh akbare jawaan ka diya meine kuchh kaha
Haq par hun mere haq mein sina bolrahi he
Sun lo who azan meri zubaa(n) bol rahi he
(Mein rahun ya na rahun) x2
Mera islam rahega
Mera pegham rahega
(Mein rahun ya na rahun) x2

 

5. Maqsad he lailah ki baqa aur kuchh nahin
wada ho zere tegh wafa aur kuchh nahin
Iske siwa labon pe dua aur kuchh nahin
Razi ho mujhse mera khuda chahta hun mein
Mein hun hussain sab ka bhala chahta hun mein
(Mein rahun ya na rahun) x2
Mera islam rahega
Mera pegham rahega
(Mein rahun ya na rahun) x2

 

6. Maqsad nahin he jang hamara khuda gawah
Khat bhejke he tumne bulaya khuda gawah
Bejurm tumne mujhko sataya khuda gawah
Khanjar tale baland mein takbir karunga
Apne lahu se khak pe tehreer karunga
(Mein rahun ya na rahun) x2
Mera islam rahega
Mera pegham rahega
(Mein rahun ya na rahun) x2

 

7. Mein aur karun yazeed ki bay’at nahin nahin
Badlun ajal ke dar se shariyat nahin nahin
Jeene ke badle chorun shahadat nahin nahin
Tum kon ho naqaab rukhon se hataounga
Mein kon hun ye noke sina par bataaounga
(Mein rahun ya na rahun) x2
Mera islam rahega
Mera pegham rahega
(Mein rahun ya na rahun) x2

 

8. Aakar dare khayam pe zainab ko di sada
Aa ay mere ghareeb behen aakhri dua
Le aakhri salam hussaine ghareeb ka
Maqsad he mera ka ye sabaq tujhko yaad he
Meri shareeke kaar mujhe etemaad he
(Mein rahun ya na rahun) x2
Mera islam rahega
Mera pegham rahega
(Mein rahun ya na rahun) x2

Zainab tarap ke boli ke bhaya samajhgayi
Bhaiya tere ishaare ko behna samajh gayi
Mein kya teri ghareeb Sakina samajh gayi
Khutbon se mein hilaungi qasre yazeed ko
Marne na dungi ab mein kisi bhi shaheed ko

Hal min nasirin yansurna

 

9. Uthtaa ghobar zulm karakti he bijliyan
Zee(n) se gire hussain uthi surkh aandhiyan
Nagaah sar hussain ka aaya sare sina
Quran suna ke sayyade mazloom ne kaha
Lo nanajaan wada wafa meine kardiya
(Mein rahun ya na rahun) x2
Mera islam rahega
Mera pegham rahega
(Mein rahun ya na rahun) x2

Ma’bud taqabbal minna

 

10. Ay “sarwaro rehan” ye lamha ajeeb he
Neze pe lab kusha ye hussaine ghareeb he
Zainab tumhari shame gharibaan kareeb he
Sab kuchh tere hawaale he ab tum sambhalna
Apna khayaal rakhna Sakina ko paalna

 

 

1 comment

BEHAN MEIN SAATH SAATH HOON Download mp3 audio& Noha Write-up / Lyrics / Wording

Nadeem Sarwar 2008BEHAN MEIN SAATH SAATH HOON Download mp3 audio

BEHAN MEIN SAATH SAATH HOON

 

Shareek-e-karbala Noha Write-up / Lyrics / Wordings

Shareeke karbala behan

Meri musafira behan

(Ya Hussain) x4

Rasan mein bandh chukka gala lo chal para who kafila, behan ghareeb nawha gar, sina pe jab parhi nazar, khamosh the shaheed sab, akhi ke hilrahe the lab, (sina pe ho to kya huwa) x2 tu hosla na haarna, (behan mein saath saath hun) x3

  1. Ghareebe karbala behan

Diler e ba wafa behan

Ghamon ki alqama behan

Meri musafira behan

Tu hosla na haarna

Sina pe hun to kya huwa

Tu hosla na haarna

(Behan mein saath saath hun) x2

  1. Wafae waada hochuka

Sina talaq mein aagaya

Mein apna kaam karchuka

Meri shareeke karbala

Tu hosla na haarna

Sina pe hun to kya huwa

Tu hosla na haarna

(Behan mein saath saath hun) x2

  1. Ye rassiyan ye beriyan

Qadam qadam be sakhtiyan

Rida bagher bibiyaan

Behan kara he imtehaan

Tu hosla na haarna

Sina pe hun to kya huwa

Tu hosla na haarna

(Behan mein saath saath hun) x2

  1. Agar he rasta kathan

Zara na dar meri behan

Tu berida mein bekafan

He waqt hosla shikan

Tu hosla na haarna

Sina pe hun to kya huwa

Tu hosla na haarna

(Behan mein saath saath hun) x2

  1. Qadam qadam shahadatein

Guzar gayi qayamatein

Abhi he aur afatein

Sambhale ab amaanatein

Tu hosla na haarna

Sina pe hun to kya huwa

Tu hosla na haarna

(Behan mein saath saath hun) x2

  1. Koi bhi ab nahin bacha

Bas abide shakista pa

Ye saare bane ghamzada

Gire jo khake ghash zara

Tu hosla na haarna

Sina pe hun to kya huwa

Tu hosla na haarna

(Behan mein saath saath hun) x2

  1. Behan teher teher yahi

Laraz rahi he kyun zameen

Sakina girgay kahin

Na milsake jo who hazeen

Tu hosla na haarna

Sina pe hun to kya huwa

Tu hosla na haarna

(Behan mein saath saath hun) x2

  1. Bohot qareeb shaam he

Hujoome khaaso aam he

Yazeede bad kalaam he

Ye waqte inteqaam he

Tu hosla na haarna

Sina pe hun to kya huwa

Tu hosla na haarna

(Behan mein saath saath hun) x2

  1. Ghareebe karbala behan

Diler e ba wafa behan

Ghamon ki alqama behan

Meri musafira behan

Tu hosla na haarna

Sina pe hun to kya huwa

Tu hosla na haarna

(Behan mein saath saath hun) x2

 1. “Rehaan-o-sarware” aza

Jo sham pohoncha kafila

Sare hussain ne kaha

Ulat de takht shaam ka

Ghareebe karbala behan

Diler e ba wafa behan

Ghamon ki alqama behan

Meri musafira behan

Tu hosla na haarna

Sina pe hun to kya huwa

Tu hosla na haarna

(Behan mein saath saath hun) x2