Nadeem Sarwar 2013 Mp3, Nadeem Sarwar 2012 nohay mp3 Video Nohay for Mobile

Nadeem SarwarNadeem Sarwar 2012Nadeem Sarwar 2011Nadeem Sarwar 2010Nadeem Sarwar 2009Nadeem Sarwar 2008Nadeem Sarwar 2007Nadeem Sarwar 2006Nadeem Sarwar 2005Nadeem Sarwar 2004Nadeem Sarwar 2003Nadeem Sarwar 2002Nadeem Sarwar 2001Nadeem Sarwar 2000Nadeem Sarwar 1999Nadeem Sarwar 1998Nadeem Sarwar 1997Nadeem Sarwar 1996Nadeem Sarwar 1995Nadeem Sarwar 1994Nadeem Sarwar 1993Nadeem Sarwar 1992Nadeem Sarwar 1991Nadeem Sarwar 1990Nadeem Sarwar 1989Nadeem Sarwar 1988Nadeem Sarwar 1987Nadeem Sarwar 1986Nadeem Sarwar 1985Nadeem Sarwar 1984Nadeem Sarwar 1983

NADEEM SARWAR VIDEO NOHAY DOWNLOAD in Mp4, 3gp and mp3 format 

.

.

BAS YA HUSSAIN(A.S) Download mp3 audio & Noha Write-up / Lyrics / Wording

Nadeem Sarwar 2008BAS YA HUSSAIN(A.S) Download mp3 audio

BAS YA HUSSAIN(A.S)

 

Bas ya hussain Noha Write-up / Lyrics / Wordings

Bas ya hussain

(Hussain ya hussain) x3

Ay hur kise mili ye shahadat ki zebo zain, baadi pe tere aayi he khud maadare hussain, is martabe ke baad sab kuch to milgaya, ay hur hussain milgaye, rab tujhko milgaya

    1. (Kuchh nahin mila) x2 use tu nahin mila jise

(Tu jisko milgaya rab usko milgaya) x3

(Bas ya Hussain) x4

    1. Ye bas hussain ki ata (ye bas hussain ka jigar) x2

Jo kehdiya who motabar (jo dediya to sara ghar) x2

Karam hussain ka karam kisi pe hogaya agar

Mile kisi ko bale par kisi ko milgaye pisar

(Hur banadiya) x2 use jo ek baar milgaya

Tu jisko milgaya rab usko milgaya

(Bas ya Hussain) x4

    1. (Wa tu izzu man tasha wa tuzzilu man tasha) x2

Adam ki puri nasl pe ehsan kon tha

Jis par khuda ko naaz who insane kon tha

Kunbe ke saath deen pe qurban kon tha

Noke sina pe qariye quran kon tha

Ay karbala bata tera mehman kon tha

(Bas ya Hussain) x4

    1. (Bas hussain ka) x2 jise ye ikhtiyaar milgaya

Ye ikhtiyaar kitna waseelo buland he

Sara jahaan Hussain ki mutthi mein band he

Badla he karbala mein taqazae inqilab

Neze pe ab jo sar he wohi sar buland he

Ewane imbisaat mein jannat na kar talab

Ye who ghame hussain ke aansu mein band he

(Bas ya Hussain) x2

Tu jisko milgaya rab usko milgaya

    1. Dastaan Hussain ki samajh mein aagayi agar

To hur ki rehguzaar par karega ishq ka safar

Tarap tarap uthega tu kahega raat raat bhar

Hussain bas hussain he sina pe ya zameen par

(Shahe Karbala) x2 se jis ke bal ka taar mitgaya

(Tu jisko milgaya rab usko milgaya) x2

    1. Ik do pahar mein jisne bhara ghar luta diya

Nagaah khuda he jispe who sajda ada kiya

Apne lahu se khaak ko khaake shifa kiya

Ashur ek roz tha sadiyon pe chha gaya

Karbobala ko arshe muwalla bana diya

(Bas ya Hussain) x4

(Salam ya Hussain) x2 rab ka itebaar milgaya

Tu jisko milgaya rab usko milgaya

    1. Jab ran mein zulfiqar e ali nadahaan chali

Bhich bhich gayin safon pe safeen who jahaan chali

Chamki to is tarah udhar ayi wahaan chali

Dene ko daad arsh se pyaase ki maa chali

Muddat ka taal mel tha barson ka saath tha

Jaisi who zulfiqar thi waisa hi haath tha

Khaak aagayi safon ko jidhar aayi zulfiqar

Geh chupgayi to gaah nazar aayi zulfiqar

Sar par chamak ke taba qamar aayi zulfiqar

Zi kat kar zameen pe utar aayi zulfiqar

Phir to ye ghul huwa ke duhaayi hussain ki

Allah ka ghazab he laraayi hussain ki

(Hussain ya hussain) x4

Ayi nidae ghaib ke shabbir marhaba

Is khaak ke liye thi ye shamsheer marhaba

Ye aab ru ye jang ye tauqeer marhaba

Bas bas hussain bas mere dilgeer marhaba

Waqte namaaze asr he takbeer marhaba

(Bas ya Hussain) x4

Labbaik keh ke tegh rakhi sheh ne myaan mein

Palti sipaah aayi qayamat jahaan mein

Lo khanjaron mein teghon mein bhagon mein ghir gaye

Tanha Hussain barchiyon waalon mein ghir gaye

(Hussain ya hussain) x4

    1. “Rehan-o-sarware” hazeen suno ye aisa raaz he

Hussain keh rahe the bas khuda pe mujhko naaz he

Na bhai na pisar raha na koi chara saath he

Azaan he Hussain he khudaaye beniyaz he

Na seen na zameen par ye aakhri namaaz he

(Hussain ya hussain) x4

  1. Jiske dil mein Hussain rehta he

Farsh majlis ka jo bichhata he

Jo bhi nawha kahin sunata he

Leke name Hussain rota he

(Usko zehra salam karti he) x6

(Hussain ya Hussain) x4

 

 

Incoming search terms:

  • bs ya hussain mp3noha (4)
  • bas ya hussain nadeem sarwar mp3 download free (3)
  • bas ya hussain nadeem sarwar mp3 free download (3)
  • audio nohay 2008 (1)
  • sara jahan hussain ki muthi mein band ho by ali mp3 download (1)
  • sara jahan hussain ki mutthi mein band ho by ali mp3 download (1)
  • sara jahan hussain ki mutthi mein band ho mp3 download (1)
  • sara jahan hussain ki mutthi mein band ho mp3 free download (1)
  • ya ali ya hussain noha download mp3 (1)
  • free download noha ishqe hussain (1)
  • download noha bs ya hussain by nadeem srvr (1)
  • bs ya hussain noha (1)
  • Bass ya hussain (1)
  • bas ya hussain noha download (1)
  • bas ya hussain mp3 (1)
Category: 2008 Noha mp3

Your email address will not be published. Required fields are marked *

*